Main To Aarti Utaroon Re Santoshi Mata Ki Mai toh aarti utaroon re
Santoshi mata ki
Mai toh aarti utaroon re
Santoshi mata ki
Mai toh aarti utaroon re
Jay jay santoshi mata jay jay ma
Jay jay santoshi mata jay jay ma
Jay jay santoshi mata jay jay ma
Jay jay santoshi mata jay jay ma
Badi mamata hai bada
Pyar ma ki aankhon me
Ma ki aankhon me
Badi karuna maya dular
Ma ki aankhon me
Ma ki aankhon me
Kyon na dekhu mai barambar
Ma ki aankhon me
Dikhe har ghadi
Dikhe har ghadi naya
Chamatkar ma ki aankhon me
Ma ki aankhon me
Ho nritya karu jhum jhum
Jham jhamajham jhum jhum
Nritya karu jhum jhum
Jham jhamajham jhum jhum
Jhanki niharu re o banki
Banki jhanki niharu re
Mai toh aarti utaroon re
Santoshi mata ki
Mai toh aarti utaroon re
Jay jay santoshi mata jay jay ma
Jay jay santoshi mata jay jay ma
Jay jay santoshi mata jay jay ma
Jay jay santoshi mata jay jay ma
Sada hoti hai jay jayakar
Ma ke mandir me
Ma ke mandir me
Nit jhanjhar ki hoye
Jhankar ma ke mandir me
Ma ke mandir me
Sada manjir karte pukar
Ma ke mandir me
Vardan ke
Vardan ke bhare hain
Bhandar ma ke mandir me
Ma ke mandir me
Dip dharu dhup dharu
Prem sahit bhakti karu
Jivan sudharu re o pyara
Pyara jivan sudharu re
Mai toh aarti utaroon re
Santoshi mata ki
Mai toh aarti utaroon re
Jay jay santoshi mata jay jay ma
Jay jay santoshi mata jay jay ma
Jay jay santoshi mata jay jay ma
Jay jay santoshi mata jay jay ma.
Yahaan Wahaan Jahaan Tahaan Mat Poochho Yaha waha jaha taha mat puchho
Kaha kaha hai santoshee ma
Apanee santoshee ma
Apanee santoshee ma
Jal me bhee thal me bhee
Chal me achal me bhee atal vital me bhee ma
Apanee santoshee ma
Apanee santoshee ma
Badee anokhe chamatkarnee
Yeh apanee maie
Rai ko parvat kar saktee parvat ko rayee
Duwar khula darbar khula hai
Aao baahe bhayee isake dar
Kabhee daya kee kamee nahee aayee
Pal me nihal kare dukh ko nikar kare
Pal me nihal kare dukh ko nikar kare
Torat kamal kare
Apanee santoshee ma
Apanee santoshee ma
Yaha waha jaha taha mat puchho
Kaha kaha hai santoshee ma apanee
Santoshee ma apanee santoshee ma
Iss amba me jagdamba
Me jajab kee hai saktee
Chinta me dhube huye
Logo karlo isake bhaktee
Apna jivan saup do isko palo re muktee
Suk sampattee kee data
Yeh ma yeh kya nahee kar saktee
Bigadee banane walee dukhade mitane walee
Bigadee banane walee dukhade mitane walee
Kasst hatane walee apanee santoshee ma
Yaha waha jaha taha mat puchho
Kaha kaha hai santoshee ma
Apanee santoshee ma
Apanee santoshee ma
Gauri sut ganpati kee beti
Yeh hai badee bholee
Dekh dekh ke iske mukdra har ek disha dolee
Aao re bhakto yeh mata hai sab kee hamjolee
Joh mangoge tumhe milenge bhar lo re jholee
Ujwal ujwal nirmal nirmal ujwal ujwal
Nirmal nirmal sundar sundarv Apanee santoshee ma
Apanee santoshee ma
Yaha waha jaha taha mat puchho
Kaha kaha hai santoshee ma apanee
Santoshee ma apanee santoshee ma
Apanee santoshee ma
Apanee santoshee ma.
Madad Karo Santoshi Mata
Madad karo hey,madad karo hey
Madad karo santoshi mata
Madad karo santoshi mata
Meri izzat ka sawal hai tum
Aaj ye nibhana apne naata mata, mata
Madad karo santoshi mata
Madad karo santoshi mata
Mere liye zindagi aaj kal
Talvar ki dhar bane hai
Talvar ki dhar bane hai maa
Mere liye jiwan ke har kadam
Ab angar bane hai
Ab angar bane hai maa
Mujhe chita me aag jala do
Mujhe chita me aag jala do
Ae mere bhagae vidhata mata, mata
Madad karo santoshi mata
Madad karo santoshi mata
Mujhse mat rutho janni
Meri bigadi bat banao
Meri bigadi bat banao maa
Mere mathe se kalnak ka kala daag mitao
Kala daag mitao maa
Siva tumhare koi sahara
Siva tumhare koi sahara
Mujhe nazar me nahi aata mata, mata
Madad karo santoshi mata
Madad karo santoshi mata
Hey jagdama tana mujhko
Duniya de rahi tana
Ye duniya de rahi tana
Imtihan lene ko khada hai
Dusman ban ke jamana
Dusman ban ke jamana o maa
Aaj kahi badnaam na hove
Aaj kahi badnaam na hove
Mera tumhara yaha naata mata, mata
Madad karo santoshi mata
Madad karo santoshi mata
Madad karo hey
Madad karo hey.
Karti Hoon Tumhara Vrat Main Sweekar Karo Maa
Karti hu tumhara vrat mai, sweekar karo maa
Majhadhar me mai atakee, bedapar karo maa
Bedapar karo maa, (he maa santoshee -2)
Mere liye toh band hain duneeya kee sab rahen – (2)
Kalyan meraa ho sakta hai maa aap jo chahe
Chinta kee aag se meraa uddhar karo maa
Manjhadhar me mai atakee
Durbhagya kee divar ko tum aaj hata do – (2)
Mateshvari wapas mere saubhagya ko la do
Iss abhaginee naree se kuchh pyar karo maa
Majhadhar me mai atakee